Skip to content

Larree Chotee

WORMONO Tejas R.h.
ChordsKeyAmbeginner

Chords in this song4

Song

Woh kehtay hai na jo hota hai achay k liye hota hai...ghalat kehte hain
Kismat ka khel hai saara
Phirta tha main awaara
Ye kia se kiaa hogayaaa
Char din ki zindgani
Har pal aik nai kahani
Kia tha main kia ban gaya
Kya hua jo laari chooti
Jevan ki gari looti
Khub hai to mujh ko na jaga
Zindagi aik pal main saali
Yun palat gai hamari
jhoot hai to mujh ko na bata
Mumbai suna tha yahan admi pori zindagi apni
Slow track se fast track lanay main nikaal deta qismat hal.. (pause)
Per dhai ghantay main meri qismat aessay hi slow
Fast track pera ajai gi ye mainay kabhi soocha nahi track se tha (pause)
Sazaa maza ban jai gi ye bhi kabhi socha nahi tha
Last local kia chooti hai saala qismat patn per agaya
Karlo jo bhi kama hai
Hota hai jo hona hai
Guzra toh pal yeh phir na aayega
Kya bura hai kya bhala hai
Waqt hi shaayad khuda hai
Ho jaane do phir dekha jaayega
Kya hua jo laari chooti
Jevan ki gari looti
Khuab hai to mujh ko na jaga
Zindagi aik pal main saali
Yun palat gai hamari
jhoot hai to mujh ko na bata

Transcribed by Dhruvi Pithwa

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.