Skip to content

Sar Kiye Ye Pahar

Strings
ChordsKeyCbeginner

Chords in this song4

Song

Sar kiye ye pahar dariyao ki geheriyo mein tujhe dhoonda hai
Aa bhi ja ek baar mere yaar aise naa looto mere man ka karaar

Ho gaya hai tumse pyaar
Ho gaya hai tumse pyaar
Mere yaar aise naa looto mere man ka karaar

Jidhar bhi dekhu tu he nazar aati hai
Aankhe band kar loon to tu aur kareeb aati hai

Khushboo teri mujhe jo choo jati hai
Mere mann mein kaise ye deep jala jati hai
Khushboo teri mujhe jo choo jati hai
Mere mann mein kaise ye deep jala jati hai
Mere yaar aise naa looto mere man ka karaar
Mere yaar aise naa looto mere man ka karaar
Sar kiye ye pahar dariyao ki geheriyo mein tujhe dhoonda hai
Aa bhi ja ek baar mere yaar aise naa looto mere man ka karaar
Sar kiye ye pahar dariyao ki geheriyo mein tujhe dhoonda hai
Aa bhi ja ek baar mere yaar aise naa looto mere man ka karaar
Ho gaya hai tumse pyaar
Ho gaya hai tumse pyaar
Mere yaar aise naa looto mere man ka karaar
Mere yaar aise naa looto mere man ka karaar

Transcribed by Miraya Jain

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.