Skip to content

Guzarish

Sonu Nigam
ChordsKeyAmadvanced

Chords in this song11

Song

Tu meri adhuri pyaas pyaas, tu aa gayi man ko raas raas
Ab toh... 
Tu meri adhuri pyaas pyaas, tu aa gayi man ko raas raas
Ab toh tu aaja paas paas...
Hai guzaarish
Hai haal toh dil ka tang tang, tu rang ja mere rang rang
Bas chalna mere sang sang, hai guzaarish
Keh de tu han toh zindagi chainon se chootke hasegi
Moti honge moti rahon mein, ye ye yeh
Tu meri adhuri pyaas pyaas, tu aa gayi man ko raas raas
Ab toh tu aaja paas paas, hai guzaarish
Sheeshe ke khwaab leke raaton mein chal raha hoon
Takraa na jaoon kahin... 
Aasha ki lau hain roshan, phir bhi toofan ka dar hain
Lau bhuj na jaye kahin...
Bas ek haan ki guzaarish
Phir hogi khushiyon ki baarish
Tu meri adhuri pyaas pyaas, tu aa gayi man ko raas raas
Ab toh tu aaja paas paas, hai guzaarish
Hmmm... Hmm... mmm...
Hm mm mm mm Hmm... mmm...
Hmmm... Hmm... mmm...
Hm mm mm mm Hmm... mmm...
Oooh... 
Oooh... 
Chanda hain aasman hain aur baadal bhi ghane hain
Yeh chanda chhup jaaye naa...
Tanhaayi das rahi hain aur dhadkan badh rahi hain
Ek pal bhi chain aaye naa...
Kaisi ajab dastaan hain
Bechainiyaan bas yahaaa hai
Tu meri adhuri pyaas pyaas, tu aa gayi man ko raas raas
Ab toh tu aaja paas paas, hai guzaarish

Transcribed by Dhruvi Pithwa

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.