Skip to content

Tera Yaar Hoon Main

Sonu Ke Titu Ki Sweety
ChordsKeyGCapoFret 3beginner

Chords in this song5

capo 3 — sounds 3 semitones higher

Song

Tu jo rootha to kaun hasega
Tu jo choota to kaun rahega
Tu chup hai to ye dar lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega
Tu hi wajah
Tere bina bewaja bekar hoon main
Tera yaar hoon main 
Tera yaar hoon main 
Aaja ladein phir khilauno ke liye
Tu jeete main haar jaaun
Aaja karein phir wahi shararatein
Tu bhaage main maar khaaun
Meethi si woh gaali teri
Sun ne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main 
Tera yaar hoon main 
Tera yaar hoon   
Sajna de rang rangaaiyaan ve
Sagna diyan shehnaiyaan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyaan ve
Khushiyaan ch nachda main phiraan
Hanjuan ton bachda main phiraan
O jaate nahi kahin rishte puraane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main to mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se
Toota hai to juda hai kyun
Meri taraf tu muda hai kyun
Hak nahi tu ye kahe ki yaar ab hum na rahe
Ek teri yaari ka hi
Saaton janam hak daar hoon main
Tera yaar hoon main 
Tera yaar hoon main 
Tera yaar hoon main 
Tera yaar hoon main

Transcribed by Gaurav Bhatt

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.