Chords in this song6
Song
Badmaash dil to thag hai badaa
Badmaash dil yoon tujh se judaa
Badmaash dil meri sune naa
Zid pe ada, zid pe ada
Neenden nahi, chaina nahi, badluun main karvatein
Taarein ginu ya main ginu chadar ki silwatein
Yaadon mein tu, khwabon mein tu
Teri hi chaahatein
Jaaun jidhar, dhoondha karoon
Teri hi aahatein
Yeh jo hai dil mera
Yeh dil suno na
Kehta hai yahi
Keh raha yahi
Vo bhi kya zindagi
Haan zindagi
Ke jis mein tu nahi...
Badmaash dil to thag hai badaa
Badmaash dil yoon tujh se judaa
Badmaash dil meri sune naa
Zid pe ada, zid pe ada
Chhup jaata hai kabhi
Mil jaata hai kabhi
Dil mera hai jaise koi gufa
Tujhko hi dhoonde re
Tujhko hi sochhe re
Tujhko hi chahe re har dafa
Saathiya... saathiya
Pagale se dil ne ye kya kiya?
Chun liya, chun liya
Tujhko deewane ne chun liya
Dil to uda-uda re
Aasmaan mein
Baadalon ke sang
Machal-machal ke gaa raha hai
Badmaash dil to thag hai badaa
Badmaash dil yoon tujh se judaa
Badmaash dil meri sune naa
Zid pe ada, zid pe ada
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond Am, G, F, E, C, Dm.