Skip to content

Hua Hai Aaj Pehli Baar

Sanam Re
ChordsKeyEmCapoFret 2intermediate

Chords in this song6

capo 2 — sounds 2 semitones higher

Song

Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ki kyun duniya mein aaya hoon
Ye jaan lekar ke jaan meri
Tumhe jeene main aaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat Rab se laaya hoon
Ahahaa 
      
Zameen se aasmaan tak hum
Dhoondh aaye jahaan saara
Bana paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara  
Zameen se aasmaan tak hum
Dhoondh aaye jahaan saara
Bana paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara
Baaton mein teri hain badmashiyaan
Sab bewajah ki hain taarifiyaan
Main likh doon aasmaan par ye
Ke padh lega jahaan saara
Hua naa hoga ab koi
Yahan hum do sa dobara
Main duniya bhar ki taarifein
Tere sajde mein laaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat Rab se laaya hoon
Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roz karta hoon  
Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roz karta hoon
Humko pata hai yeh nadaniyaan
Aawara dil ki hai aawariyaan
Yeh dil paagal bana baitha
Ise ab tu hi samjha de
Dikhe tujhme meri duniya
Meri duniya tu banja re
Hoon khushkismat jo kismat se
Tumhe aise main paaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat Rab se laaya hoon

Transcribed by Manish Chauhan

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.