Skip to content

Pichle Saath Dino Me

Rock On
ChordsKeyGintermediate

Chords in this song6

Song

Meri laundry ka ek bill
Ek aadhi padhi novel
Na na na na na
Na na na na na
Ek ladki ka phone number
Mere kaam ka ek paper
Na na na na na
Na na na na na
Mere taash se heart ka king
Mera ek chaandi ka ring
Pichle saath dino mein maine khoya
Kabhi khud pe hasaa main aur kabhi khud pe roya
Na na na na na
Na na na na na
Na na na na na
Na na na na na
Present milli ek ghadi
Pyaari thi mujhe badi
Na na na na na
Na na na na na
Mary jane ka ek packet
Meri denim ki jacket
Na na na na na
Na na na na na
Do one day match ke passes 
Mere naye naye sunglasses 
Pichle saath dino mein maine khoya
Kabhi khud pe hasaa main aur kabhi khud pe roya
Kaise Bhooloon saatwa jo din aaya
Kisi ne tumse ek party mein milwaaya
Kaisa Pal tha, Jis pal maine tumko
Pehli baar dekha tha
Hum jo mille pehli baar
Maine jaana kya hai pyaar
Maine hosh bhi khoya dil bhi khoya
Kabhi khud pe hasaa main aur kabhi khud pe roya
Maine pichle saath dino mein ye sab hai khoya
Na na na na na
Na na na na na
Na na na na na
Na na na na na
Maine pichhle saath dino mein ye sab hai khoya.

Transcribed by Rahul Pandey

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.