Skip to content

Character Dheela

Ready
ChordsKeyAmCapoFret 4intermediate

Chords in this song6

capo 4 — sounds 4 semitones higher

Song

Kudiyon ka nasha pyaare
Nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn
Ki baarish mein geela hai
Ishaq ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai
Ho main karoon toh saala
Character dheela hai
Ladkon ka nasha pyaare
Nasha sab se nasheela hai
Jise dekho yahaan woh husn
Ki baarish mein geela hai
Ishaq ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai
Ho main karoon toh saala
Character dheela hai
Hai simple sa yeh formula
Hai love ka funda khokhala
Mujhe bas pyaas tu hi de
Cool cool cool cool rehta hai
Kisi ka haath thaam ke
Hridaya kyun baad naam ke
I love you forever koi
Fool fool fool fool kehta hai
Ise peene se hai matlab
Yeh yovan santreela hai
Farak padta hai kya baahon mein
Munni hai ya sheela hai
Ishaq ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai
Ho main karoon toh saala
Character dheela hai
Yeh charcha Facebook pe ha
Mazaa bas ek look mein hai
Haseen chehre ka kon
Deedar baar baar baar karta hai
Jo dil ka photo frame ho
Wahan photo kyun same ho
Calendar ki tarah usse
Roz roz roz change karta hai
Kamar patli ho jitni bhi
Mazaa utna nasheela hai
Chalega jo bhi hai aankhon
Ka ranga kaala ya neela hai
Ishaq ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai
Ho main karoon toh saala
Character dheela hai
Kudiyon ka nasha pyaare
Nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn
Ki baarish mein geela hai
Ishaq ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai
Ho main karoon toh saala
Character dheela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai

Transcribed by Sarvesh Dutta

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.