Chords in this song3
Song
Aye saala
Abhi abhi
Hua yaqeen
Ki aag hai
Mujh mein kahi
Hui subaah
Main jal gaya
Suraj ko main
Nigal gaya
Roobaroo roshni
Roobaroo roshni hey
Jo gumshuda
Sa khwaab tha
Woh mil gaya
Woh khil gaya
Woh Loha tha
Pighal gaya
Khicha khicha
Machal gaya
Sitaar mein
Badal gaya
Roobaroo roshni
Roobaroo roshni hey
Dhuaan chhata khula gagan mera
Nayi dagar naya safar mera
Jo ban sake tu hamsafar mera
Nazar mila zara
Dhuaan chhata khula gagan mera
Nayi dagar naya safar mera
Jo ban sake tu hamsafar mera
Nazar mila zara
Aandhiyon se jaghad rahi hai lau meri
Ab mashaalon si bad rahi hai lau meri
Naamo nishaan
Rahe na rahe
Ye kaarvaan
Rahe na rahe
Ujaale mein
Pee gaya
Roshan hua
Jee gaya
Kyon sehte rahe
Roobaroo roshni
Roobaroo roshni hey
Aye saala
Abhi abhi
Hua yaqeen
Ki aag hai
Mujh mein kahi
Aye saala
Abhi abhi
Hua yaqeen
Ki aag hai
Mujh mein kahi
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond A, D, E.