Chords in this song6
Song
Raaz aankhein teri
Sab bayaan kar rahi
Sun raha dil teri khamoshiyaan
Kuch kaho na suno
Paas mere raho
Ishq ki kaisi hai ye gehraiyaan
Saaya bhi jism se
Hota hai kya judaa
Jitni bhi zor ki ho aandhiyaan
Raaz aankhein teri
Sab bayaan kar rahi
Sun raha dil teri khamoshiyaan
Jeene ka tu sahara
Tu hi roshni
Kehta hai har sitara
Meri tu chandni
Hum judaa ho jaaye
Aisa mumkin nahi
Dhoop ho tum meri
Chaanv bhi ho tum hi
Paas ho toh door hai tanhaaiyaan
Main chalunga mushkilon mein
Saaya ban tera
Is jahan mein, us jahan mein
Bas ek tu mera
Khusbuon se teri
Mehke jism mera
Raat aayegi toh
Main subah laaunga
Maut aayegi toh lad jaaunga
Saaya bhi jism se
Hota hai kya judaa
Jitni bhi zor ki ho aandhiyaan
Kuch kaho na suno
Paas mere raho
Ishq ki kaisi hai ye gehraiyaan
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond Am, G, F, Dm, E, C.