Chords in this song7
capo 2 — sounds 2 semitones higherSong
Maine haara main tera
Saara main
Meetha meetha tu
Khaara khaara main
Tera saara main
Saara main
Maine haara main tera
Saara main
Meetha meetha tu
Khaara khaara main
Tera Saara main
Saara main
Sindoori
Rang suhagan sachcha
Sachcha re
Sarmaya jo paaya hai woh
Tu dil mein maahi aaya hai
Maine maahi paaya hai
Nazar laaye naa
Koi nazar laaye naa
Dil ne shagun manaaya hai
Ishq parauhna aaya hai
Nazar laaye naa
Koi nazar laaye naa
Nazar laaye jo tumko jal jaaye woh
Chaand le jug begana ho
Nazar laaye naa
Nazar laaye naa
Maine haara main tera
Saara main
Meetha meetha tu
Khaara khaara main
Tera saara main
Saara main
Maine haara main tera
Saara main
Meetha meetha tu
Khaara khaara main
Tera Saara main
Saara main
Kaajal teeka peeche kaanon ke
Nazaron ko roke re
Duniya deti laakhon hi dhokhe
Meethi si hoke re
Tamki main mirche varoon
Saari sharam utaarun
Maahi naa jug ko haarun
Kehta hai dil
Kehta hai dil
Maine haara main tera
Saara main
Meetha meetha tu
Khaara khaara main
Tera saara main
Saara main
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond D, A, Bm, G, Am, F#, C.