Skip to content

Dil Ye Bekarar Kyun Hai

Players
ChordsKeyAmintermediate

Chords in this song6

Song

Kyun raaton ko main ab chain se
So na sakoon oo
Kyun aata nahi mujhe din mein bhi
Chain o sukoon oo
Kyun aisa hota hai main khud se hi
Baatein karoon oo
Kyun tu jo bole koi sune na
Woh main hi sunu
Dil ye bekarar kyun hai
Is pe dhun sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar kyun hai
Tu bataa
Tera intezar kyun hai
Tujhpe aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar kyun hai
Tu bata
Tu bata  
Tu bata  
Kyun tujhe dekhe bina aata nahi
Dil ko sabar oo
Kyun tere chehre se hat ti nahi
Yeh nazar oo
Kyun tujhe paake mujhe rehta hai
Khone ka darr oo
Kyun tere siva saari duniya se
Hoon main bekhabar
Dil ye bekarar kyun hai
Is pe dhun sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar kyun hai
Tu bata
Tera intezar kyun hai
Tujhpe aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar kyun hai
Tu bata
Tu bata  
Tu bata  
Ye pyaar hai jo tujhe ho gaya hai
Na jaane kyun tu is se tha bekhabar
Jo aaj kal yeh tujhe ho raha hai
Nahi aur kuch pyaar ka hai asar
Kyun tere jalwo ka chat ta nahi
Hai dhuaan oo
Kyun chale hawa toh lage ki jaise
Tune chua oo
Kyun maangta hai dil tere liye
Roz dua oo
Kyun ho raha jo pehle mujhe
Na hua
Dil ye bekarar kyun hai
Is pe dhun sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar kyun hai
Tu bata
Tera intezar kyun hai
Tujhpe aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar kyun hai
Tu bata
Tu bata  
Tu bata  

Transcribed by Manish Chauhan

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.