Skip to content

Hal E Dil

Murder 2
ChordsKeyCCapoFret 2intermediate

Chords in this song7

capo 2 — sounds 2 semitones higher

Song

Hey kaash, kaash yun hota
Har shaam saath tu hota
Chup Chap dil na yun rota
Har shaam saath tu hota
Guzaara ho tere bin guzaara
Ab mushkil hai lagta
Nazaara ho tera hi nazaara
Ab har din hai lagta
Hale dil tujhko sunata
Dil agar ye bol pata
Bakhuda tujhko hai chahta jaan
Tere sang do pal bitaata
Waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan
oo oo oo oo
oo oo oo oo
Tu meri raah ka sitaara
Tere bina hoon main awaara
Jab bhi tanhai ne sataaya
Tujhko besaakhta pukaara
Chaahat hai meri la fanaa
Par meri jaan dil mein hoon
Rakhta haan haan
Hale dil tujhko sunata
Dil agar yeh bol paata
Bakhuda tujhko hai chahta jaan
Tere sang do pal bitaata
Waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan
oo oo oo oo
oo oo oo oo
Khwaabon ka kab tak loon sahara
Ab toh tu aa bhi ja khudara
Meri ye dono paagal aankhein
Har pal maange tera nazara
Samjhaun inko kis tarah
Inpe mera bas nahi
chalta haan haan
Hale dil tujhko sunata
Dil agar ye bol paata
Bakhuda tujhko hai chahta jaan
Tere sang do pal bitata
Waqt se main wo maang laata
Yaad karke muskurata haan
oo oo oo oo
oo oo oo oo

Transcribed by Miraya Jain

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.