Skip to content

Tujhko Jo Paaya

Mohit Chauhan
ChordsKeyAbeginner

Chords in this song3

Song

Mere Bina Main
Rehne Laga Hoon
Teri Hawa Mein
Behne Laga Hoon
Jaane Main Kaise
Tera Hua Hoon
Mujhe To Lagta Hai
Main Shayad Tere
Dil Ki Dua
Hoon, Haan
Tujhko Jo Paaya
To Jeena Aaya
Ab Ye Lamha Tehar Jaaye, Tham Jaaye, Bas Jaaye
Hum Dono Ke Darmiyaan, Haan
Tujhko Jo Paaya
To Jeena Aaya
Ab Ye Lamha Tehar Jaaye, Tham Jaaye, Bas Jaaye
Hum Dono Ke Darmiyaan, Haan
Pehle Se Zyada
Main Jee Raha Hoon
Jabse Main Tere
Dil Se Juda Hoon
Raahon pe Teri
Main To Chala Hoon
Tu Meri Manzil Hai
Tere Kadmon Pe Bas
Rukne Laga Hoon, Hoo
Tujhko Jo Paaya
To Jeena Aaya
Ab Ye Lamha Tehar Jaaye, Tham Jaaye, Bas Jaaye
Hum Dono Ke Darmiyaan, Haan
Tujhko Jo Paaya
To Jeena Aaya
Ab Ye Lamha Tehar Jaaye, Tham Jaaye, Bas Jaaye
Hum Dono Ke Darmiyaan, Haan

Transcribed by Miraya Jain

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.