
★4.3(15)32k views
6 versions
Chords6
Chords in this song5
Intro
Ude, Khule aasmaan mein khaabon ke parindey
Ude, Dil ke jahaan mein khaabon ke parindey
Oho, kya pata
Jayenge kaha
Verse 1
Khule hai jo pal, Kahe yeh nazar
Lagta hai ab hai jaage hum
Fikrein jo thi, Peeche reh gayi
Nikle unse aage hum
Chorus 1
Hawa mein beh rahi hai zindagi
Yeh hum se keh rahi hai zindagi
Oho... Ab toh, Jo bhi ho so ho
Intro
Ude, Khule aasmaan mein khaabon ke parindey
Ude, Dil ke jahaan mein khaabon ke parindey
Oho, kya pata
Jayenge kaha
Verse 2
Kisi ne chua, Toh yeh hua
Phirte hai mehke mehke hum
Khoyi hain yahi, Baatein nayi
Jab hai aise behke hum
Chorus 2
Hua hai yun ke dil pighal gaye
Bas ek pal mein hum badal gaye
Oho... Ab toh, Jo bhi ho so ho
Bridge
Roshni mili
Ab raah mein hai ik dilkashi si barsi
Har khushi mili
Ab zindagi pe hai zindagi si barsi
Ab jeena humne sikha hai
Verse 3
Yaad hai kal, Aaya tha woh pal
Jisme jadoo aisa tha
Hum ho gaye, Jaise naaye
Woh pal jaane kaisa tha
Chorus 3
Kahe yeh dil ke jaaun dil ki tu
Jahan bhi leke jaaye aarzoon
Oho... Ab toh, Jo bhi ho so ho
Link for full lyrics : https://www.lyricsmint.com/znmd/khaabon-ke-parindey
Link for music video : https://www.youtube.com/watch?v=cscdqZUdgCk
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond G, Cadd9, Em.