Skip to content
Yeh Jawaani Hai Deewani - Subhanallah cover art

Yeh Jawaani Hai Deewani - Subhanallah

Misc Soundtrack
ChordsKeyAintermediate90 BPM
4.8(105)

Chords in this song5

Intro

   
   

Verse 1

Ek din kabhi jo, khudko tarashe,
Meri nazar se, tu zara, haaye re
ankhon se teri kya kya chhupa hai
Tujhko dikhaaun main zara, haaye re
Ik ankahi si daastaan daastaan
Kehne lagega aaina

Chorus

Subhanallah...
Jo ho raha hain pehli dafaa hai walla...................aaah
Aisa hua,
Subhanallah...
Jo ho raha hain pehli dafaa hai walla...................aaah
Aisa hua,

Verse 2

Meri khamoshi se baatein chun lena
Unki dori se taarifein bun lena 
Meri khamoshi se baatein chun lena
Unki dori se taarifein bun lena 
Kal nahi thi jo aaj lagti hoon
Taareef meri hai khaamakha
Tohfa hai tera meri adaa

Verse 3

Ek din kabhi jo khud ko pukaare
Meri zubaan se tu zara, haaye re
Tujh mein chhupi si jo shayari hai
Tujhko sunaaun main zara, haay re
Ye do dilon ka waasta waasta
Khul ke bataaya jaaye naa
[Chorus] (x4)

Outro

Subhanallah...
Jo ho raha hai, pehli dafaa hai Walla....................aah
Aisa hua

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.