
★4.8(184)571k views
2 versions
Chords2
Chords in this song6
Intro
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Oh, Le Liya Dil,
Oh Haai Mera Dil
Haai Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Chura Liya......
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Verse 1
Bahaar Banke Aaoon
Kabhi Tumhaari Duniya Mein
Guzar Na Jaaye Yeh Din
Kahin Isi Tamanna Mein )... (2)
Tum Mere Ho,
Ho Tum Mere Ho
Aaj Tum Itna Vaada Karte Jaana
Chura Liya.....
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Verse 2
Ho, Sajaaoonga Lutkar Bhi
Tere Badan Ki Daali Ko
Lahoo Jigar Ka Doonga
Haseen Labon Ki Laali Ko
Sajaaoonga Lutkar Bhi
Tere Badan Ki Daali Ko
Lahoo Jigar Ka Doonga
Haseen Labon Ki Laali Ko
Hai Vafa Kya Is Jahaan Ko
Ek Din Dikhla Doonga Main Deewana
Chura Liya.....
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Le Liya Dil, Haai Mera Dil
Haai Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Hm Hm Hm Hm, Hm Hm Hm Hm... (2)
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond Am, G, E, Dm, A, C.