
★4.9(134)245k views
2 versions
Chords2
Chords in this song4
Chorus
Papa kehte hain bada naam kare ga
Beta hamara aisa kaam kare ga
Magar yeh to koi na jaane
Ke meri manzil hai kahan
Papa kehte hain bada naam kare ga
Beta hamara aisa kaam kare ga
Magar yeh to koi na jaane
Ke meri manzil hai kahan
Papa kehte hain bada naam kare ga aaa
Verse 1
Baithe hain milke sab yaar apne
Sabke dilon mein armaan yeh hai
Baithe hain milke sab yaar apne
Sabke dilon mein armaan yeh hai
Wo zindagi mein kal kya banega
Har ek nazar ka sapna yeh hai
Koi engineer ka kaam kare ga
Business mein koi apna naam kare ga
Chorus
Magar yeh to koi na jaane
Ke meri manzil hai kahan
Papa kehte hain bada naam kare ga aaa
Verse 2
Mera to sapna hai ek chehra
Dekhe jo usko jhoome bahar
Mera to sapna hai ek chehra
Dekhe jo usko jhoome bahar
Gaalon mein khilti kaliyon ka mausam
Aankhon mein jaadu honthon mein pyaar
Banda ye khoobsurat kaam kare ga
Dil ki duniya mein apna naam kare ga
Chorus
Meri nazar se dekho to yaaro
Ke meri manzil hai kahan
Papa kehte hain bada naam kare ga aaa
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond C, Am, F, G.