
★4.8(124)368k views
2 versions
Chords2
Chords in this song5
capo 3 — sounds 3 semitones higherIntro
Verse 1
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigaahon ki dooriyan
Hum raahon ki dooriyan
Fanaa ho sabhi dooriyan
Kyun koi paas hai,door hai kyun koi jane na koi yahaan pe
Aa raha paas ya dur main ja raha,janu na main hu kahaan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigaahon ki dooriyan
Hum raahon ki dooriyan
Fanaa ho sabhi dooriyan
Interlude
OOOO OOOO OOOO OOOOOOOO
Verse 2
Kabhi hua yeh bhi khaali rahon pe bhi tu tha mere saath
Kabhi tujhe milke lauta mera dil yeh khaali khaali haath
Yeh bhi hua kabhi,jaise hua abhi
Tujhko sabhi mein paa liya
Tera mujhe kar jaati hai dooriyan,sataati hai dooriyan,
Tarsaati hai dooriyan,fanaa ho sabhi sabhi dooriyan
Verse 3
Kaha bhi na maine,nahi jeena maine tu jo na mila,
Tujhe bhoole se bhi bola na maine bhi chaahoon faasla
Bas faasla rahe,ban ke kasak jo kahe,
Ho aur chaahat yeh jawaan,
Teri meri mit jaani hai dooriyan,begaani hai dooriyan,
Hat jaani hai dooriyan,fanaa ho sabhi dooriyan
Outro
Kyun koi paas hai,door hai kyun koi jane na koi yahaan pe
Aa raha paas ya dur main ja raha,janu na main hu kahaan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigaahon ki dooriyan
Hum raahon ki dooriyan
Fanaa ho sabhi dooriyan
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond G, D, Em, C, Am.