
★4.8(108)249k views
Chords in this song5
Intro
| Em | Em | D | D |
| C | C | D C | Em |
| Em | Em | D | D |
| C | C | D C | Em
Verse 1
Yeh jism hai toh kya Ye rooh ka libaas hai
Yeh dard hai toh kya Ye ishq ki talash hai
Fanaa kiya mujhe Ye chahne ki aas ne
Taraa taraa shikast hi hua
Verse 2
Raza hai kya teri, dilo Jahaan tabaah kiya
Sazaa bhi kya teri, wafaa ko bewafaa kiya
Wah re zindagi, se yun mujhe juda kiya
Kahaan Kahaan, phirun main dhoondta
Verse 3
Raza hai kya teri, dilo Jahaan tabaah kiya
Sazaa bhi kya teri, wafaa ko bewafaa kiya
Dubara zindagi, se yun mujhe juda kiya
Kahaan Kahaan, phirun main dhoondta
Interlude
| Em | Em | D | D |
| C | C | D C | Em
Verse 4
Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
Wahaan jahaan teri hi bas talash hai
Wahaan jahaan tujhi pe khatam aas hai
Wahin shuru, wahin pe dafan jaan hai
Verse 5
Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
Wahaan jahaan teri hi bas talash hai
Wahaan jahaan tujhi pe khatam aas hai
Wahin shuru, wahin pe dafan jaan hai
Verse 6
Yeh jism hai toh kya Ye rooh ka libaas hai
Yeh dard hai toh kya Ye ishq ki talash hai
Fanaa kiya mujhe Ye chahne ki aas ne
Taraa taraa shikast hi hua
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond Em, D, C, Bm, Am.