Skip to content
Jab Harry Met Sejal - Hawayein cover art

Jab Harry Met Sejal - Hawayein

Misc Soundtrack
ChordsKeyDbeginner63 BPM
4.9(326)

Chords in this song5

Intro

Tujh ko… main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin
Hai mera yaqeen.
Main jo… tera naa huaa
Kisi ka nahin…
Kisi ka nahin.

Chorus

Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein…
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein.
Begaani hai yeh baaghi
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein, hawayein.
Le jaayein jaane kahaan,
na mujhko khabar
Na tujhko pataa…
O… ho…

Verse

(With arpeggio strumming)
Banaati hai jo tu…
Woh yaadein jaane sang
mere kab tak chale
Inhi mein to meri…
Subah bhi dhalein
Shamein dhalein
Mausam dhalein.
(Now With Actual strumming)
Khayalon ka shehar…
Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein…
Wohi hai aate jaate jo tera naam le.

Chorus

Deti hain jo sadayein
Hawayein, hawayein
Na jaane kya batayein
Hawayein, hawayein.
Le jaaye tujhe kahaan
hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein, hawayein.
Le jaayein jaane kahaan,
na mujhko khabar
Na tujhko pataa…
O… ho…

Verse

Chehra.. kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Ye kya raaz hai? 
Kal bhi.. meri na thi tu
Naa hogi tu Kal
Meri aaj hai.

Chorus

Teri hai meri, saari wafayein wafayein
Maangi hai tere liye duaayein duaayein
Le jaaye tujhe kahaan
hawayein, hawayein.
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein, hawayein.

Chorus/Outro

Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)
O… ho……

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.