
★4.8(21)53k views
Chords in this song10
Song
shaam hai jaam hai aur hai nasha
tan bhi hai mann bhi hai pighla huaan
chhayi hai ranginiya phir bhi hai betaabiyan
kyun dhadakta hai dil, kyun yeh kehta hai dil
deewanon ko ab tak nahi hai yeh pata
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya
do ghadi mein yahaan jaane kya hoga
jo hamesha tha mera dil mera hoga
kaun kiske dil mein hai faisala hoga
faisala hai yahi jeet hogi meri
deewaanon ab tak nahi hai yeh pata
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond B, G, A, F#m7, E, D, Bmaj7, Amaj7, Gmaj7, E7.