
★4.8(4)2k views
4 versions
Chords4
Chords in this song7
Verse 1
Dil yeh mera, bas mein nahi
Pehle kabhi aisa hota tha nahi
Hmm...
Dil yeh mera, bas mein nahi
Pehle kabhi aisa hota tha nahi
Tu hi bata iss dil ka main
Ab kya karoon
Hmm...
Kehne pe, chalta nahi
Kuch dino se, meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main,
Chorus
Uff ab main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon
N.C. E
Iss dil ka kya karoon, main kya karoon…
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon
Verse 2
Karta awaargi
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyaar ki
Jaane gum hai kahaan
Baaton mein hai pada, bekaar ki
Karta hai awaargi
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyaar ki
Naa jaane gum hai kahaan
Baaton mein hai pada, bekaar ki
Pre-chorus
Ulti yeh baat hai
Aise halaat hai
Galti kare yeh main bharu
Chorus
Uff dil ka kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon
N.C. E
Iss dil ka kya karoon, main kya karoon…
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon
Verse 3
Dil pe mera, kaabu nahi
Fitrat kabhi iss ki aisi thi nahi
Tu hi bata iss dil ka main
Ab kya karoon
Hmm...
Kehne pe, chalta nahi
Kuch dino se, meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main
Chorus
Uff dil ka kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon
N.C. E
Uff ab main kya karoon, main kya karoon…
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon, main kya karoon
Main kya karoon
Outro
B A F#m E x2
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond E, A, F#m, B, B7, G#m, C#m.