Chords in this song6
Song
Kahi na laage man
Kya hai ye soonapan
Aaha aaha
Mujhe tum bata do
Aoi to wajah do
Aaha aaha
Har ghadi ab khayalon mein
Keh raha hai koi
Har ghadi mere khwaabon mein
Aa raha hai koi
Is this love
Maine na jaana aa ha ha aaaa
Is this love
Tu hi batana aa ha ha aaaa
Tune chuna ishq ka rasta
Humsafar is safar mein dhoonta hai tu
Haan baat ye maan bhi le zara
Toot kar ab kisi ko chahta hai tu
Raat din meri neendon mein
Jag raha hai koi
Raat din meri aankhon mein
Bas raha hai koi
Is this love
Maine na jaana aa ha ha aaaa
Is this love
Tu hi batana aa ha ha aaaa
Tune tera dil kisi ko diya
Baat ye sach hai agar tu maan le ise
Dil ka sukoon tune hi kho diya
Ab hakikat hai ye tu jaan le ise
Aaj kal main chaahon mein
dhal raha hai koi
Aaj kal meri saanson mein
chal raha hai koi
Is this love
Maine na jaana aa ha ha aaaa
Is this love
Tu hi batana aa ha ha aaaa
Kahi na laage man
Kya hai ye soonapan
Aaha aaha
Mujhe tum bata do
Koi to wajah do
Aaha aaha
Har ghadi ab khayalon mein
Keh raha hai koi
Har ghadi mere khwaabon mein
Aa raha hai koi
Is this love
Maine na jaana aa ha ha aaaa
Is this love
Tu hi batana aa ha ha aaaa
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond G, Bm, Em, D, C, Am.