Chords in this song3
Song
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yu Hi Nahi Dil Lubhata Koi
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yu Hi Nahi Dil Lubhata Koi
Jaane Tu, Ya Jaane Na
Maane Tu, Ya Maane Na
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yu Hi Nahi Dil Lubhata Koi
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yu Hi Nahi Dil Lubhata Koi
Dhua Dhua Tha Wo Sama
Yaha Vaha Jaane Kaha
Dhua Dhua Tha Wo Sama
Yaha Vaha Jaane Kaha
Tu Aur Main Kahi Mile The Pehle
Dekha Tujhe To Dil Ne Kaha
Jaane Tu, Ya Jaane Na
Maane Tu, Ya Maane Na
Tu Bhi Rahi Mere Liye
Main Bhi Raha Tere Liye
Tu Bhi Rahi Mere Liye
Main Bhi Raha Tere Liye
Pehle Bhi Main Tujhko Baaho Me Leke
Jhooma Kiya Aur Jhooma Kiya
Jaane Tu, Ya Jaane Na
Maane Tu, Ya Maane Na
Dekho Abhi Khona Nahi
Kabhi Juda Hona Nahi
Dekho Abhi Khona Nahi
Kabhi Juda Hona Nahi
Ab Khel Me Yuhi Mile Rahenge Dono
Waada Raha Ye Is Shaam Ka
Jaane Tu, Ya Jaane Na
Maane Tu, Ya Maane Na
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yu Hi Nahi Dil Lubhata Koi
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yu Hi Nahi Dil Lubhata Koi
Jaane Tu, Ya Jaane Na
Maane Tu, Ya Maane Na
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond G, C, D.