Chords in this song4
Song
La la la la , La la la la
Meri umar ke naujawaano, La la la la, la la la la.
Dil na lagaana o deewano, La la la la, la la la la.
Meri umar ke naujawaano,Dil na lagaana o deewano
Maine, pyaar karke, Chain khoya, neend khoyi,
Arre jhooth to, kehte nahin hai, Kehte nahin hai log koi.
Ae, pyaar se, badhkar nahin hai, Badhkar nahin hai rog koi.
Chalta nahin hai, dil deke yaaron, Is dil pe zor koi.—x2
Is rog ka nahin hai ilaaj Duniya mein aur koi.
To gaao,om shaanti om, shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
Maine kisi ko, dil deke ke li, Raatein kharaab dekho.—X2
Aaya nahin abhi tak udhar se, —X2
Koi jawaab dekho.
Woh na kahenge to, khudkashi Bhi kar jaaonga main yaaron,==X2
Woh han kahenge to bhi khushi se Mar jaonga main yaaron.
To gaao,om shaanti om, shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
Jo chhup gaya hai, pehli nazar ka, Pehla salaam lekar.—X2
Har ek saans leta hoon ab main, Uska hi naam lekar;
Uska hi naam lekar.
Mere hazaaron deewane Ab main khud ban gaya deewana.—X2
Yeh waqt tumpe aa jaaye pyaar mein To yeh geet gaana
To gaao,om shaanti om, shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond D, A, G, Bm.