Chords in this song4
Song
Neele neele ambar par
Chaand jab aaye
Pyaar barsaaye
Humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho
Aisa koi premi ho
Pyaas dil ki
Bujha jaaye
Neele neele ambar par
Chaand jab aaye
Pyaar barsaaye
Humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho
Aisa koi premi ho
Pyaas dil ki
Bujha jaaye
Oh oonche oonche parvat
Jab choomte hai ambar ko
Pyaasa pyaasa ambar
Jab choomta hai sagar ko
Oh oonche oonche parvat
Jab choomte hai ambar ko
Pyaasa pyaasa ambar
Jab choomta hai sagar ko
Pyaar se kasne ko
Baahon mein basne ko
Dil mera lalchaaye
Koi to aa jaaye
Aisa koi saathi ho
Aisa koi premi ho
Pyaas dil ki
Bujha jaaye
Neele neele ambar par
Chaand jab aaye
Pyaar barsaaye
Humko tarsaaye
Oh thande thande jhonke
Jab baalon ko sehlaayein
Tapti tapti kirnein
Jab gaalon ko chhoo jayein
Thande thande jhonke
Jab baalon ko sehlaayein
Tapti tapti kirnein
Jab gaalon ko chhoo jayein
Saanson ki garmi ko
Haathon ki narmi ko
Mera mann tarsaaye
Koi to chhoo jaaye
Aisa koi saathi ho
Aisa koi premi ho
Pyaas dil ki
Bujha jaaye
Neele neele ambar par
Chaand jab aaye
Pyaar barsaaye
Humko tarsaaye
Chham chham karta saawan
Boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab
Tan man bheega jaaye
Chham chham karta saawan
Boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab
Tan man bheega jaaye
Pyaar mein nahaane ko
Doob hi jaane ko
Dil mera tadpaaye
Khwaab jaga jaaye
Aisa koi saathi ho
Aisa koi premi ho
Pyaas dil ki
Bujha jaaye
Neele neele ambar par
Chaand jab aaye
Pyaar barsaaye
Humko tarsaaye
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond Am, G, F, E.