Chords in this song5
Song
Jaane Ye Kya Hua
Jaane Ye Kya Hua
Hum Dono Ka Yu Milna
Aise Paas Aana
Jaane Ye Kya Hua
Jaane Ye Kya Hua
Ab Har Pal Anjaana Hai
Dekho Hona Hai, Aur Kya
Jaane Kyu, Lagta Hai
Dheere Se Haule Se Geet Koi
Dil Hai Gaa Raha
Jaane Kyu, Lagta Hai
Ab Jaise Har Lamha Har Pal Hai
Muskura Raha
Jaane Kyu, Lagta Hai
Dheere Se Haule Se Geet Koi
Dil Hai Gaa Raha
Jaane Kyu, Lagta Hai
Ab Jaise Har Lamha Har Pal Hai
Muskura Raha
Tumhe Hai Pata, Maine
Pehli Baar Jo Dekha, Tumhe
Mujhe Ye Laga, Chahu Bhi To
Kaise Paa Sakoonga, Tumhe
Woh Sapna Tha Ek Din To
Main Hu, Tum Ho
Tum Dheere Se Bolo
Tum Ko Apna Mana Hai
Dekho Hona Hai, Aur Kya
Jaane Kyu, Lagta Hai
Dheere Se Haule Se Geet Koi
Dil Hai Gaa Raha
Jaane Kyu, Lagta Hai
Ab Jaise Har Lamha Har Pal Hai
Muskura Raha
Kahu Kya Bhala, Tumhi Ko To
Main Chahata Hu, Suno
Tumhe Jo Mila, Maine Jaana
Main Bhi Zinda Hu, Suno
Kahu Main Kya Tumko
Main Hu, Tum Ho
Bas Itna Sun Lo
Tumpe Koi Deewana Hai
Hona Hai Aur Kya
Jaane Ye Kya Hua
Jaane Ye Kya Hua
Ab Har Pal Anjaana Hai
Dekho Hona Hai, Aur Kya
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond G, Em, Am, D, C.