Chords in this song5
Song
Arziyaan saari main
Chehre pe likh ke laaya hu
Tum se kya maangu main
Tum khud hi samajh lo
Ya maula, maula maula
Mere maula, maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Darare darare hain maathe pe maula
Marammat mukaddar ki kar do maula
Mere maula
Tere dar pe jhuka hu, mita hu bana hu
Tere dar pe jhuka hu, mita hu bana hu
Marammat mukaddar ki kar do maula
Marammat mukaddar ki kar do maula
Jo bhi tere dar aaya, jhukne jo sar aaya
Mastiyaan piye sab ko, jhoomta nazar aaya
Jo bhi tere dar aaya, jhukne jo sar aaya
Mastiyaan piye sab ko, jhoomta nazar aaya
Pyaas leke aaya tha dariya wo bhar laaya
Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya
Noor ki baarish mein oh ho
Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Darare darare hain maathe pe maula
Marammat mukaddar ki kar do maula
Mere maula
Jo bhi tere dar aaya, jhukne jo sar aaya
Mastiyaan piye sab ko, jhoomta nazar aaya
Jo bhi tere dar aaya, jhukne jo sar aaya
Mastiyaan piye sab ko, jhoomta nazar aaya
Ho ek khushboo aati thi
Ho ek khushboo aati thi
Main bhatakta jaata tha
Reshmi si maaya thi
Aur main takta jaata tha
Jab teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya
Jab teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya
Mujh mein hi woh khushboo thi
Jisse tune milwaya
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Darare darare hain maathe pe maula
Marammat mukaddar ki kar do maula
Mere maula
Toot ke bikharna mujhko zaroor aata hai
Ho Toot ke bikharna mujhko zaroor aata hai
Warna ibaadat wala shahoor aata hai
Sajde mein rehne do, ab kahi na jaunga
Sajde mein rehne do, ab kahi na jaunga
Ab jo tumne thukraya to sawar na paaunga
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Darare darare hain maathe pe maula
Marammat mukaddar ki kar do maula
Mere maula
Sar utha ke maine to kitni khwahishein ki thi
Kitne khwaab dekhe the, kitni koshishein ki thi
Jab tu rubaroo aaya, aaaa
(f) Jab tu rubaroo aaya, nazre na mila paya
Sar jhuka ke ek pal mein, ho
Sar jhuka ke ek pal mein maine kya nahi paaya
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Mere Maula maula maula maula
Mere Maula maula maula maula
Mere Maula
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond F, C, Dm, Bb, Am.