Chords in this song3
Song
Kyon Chalti Hai Pavan
Kyon Jhoome Hai Gagan
Kyon Machalta Hai Mann
Naa Tum Jaano Na Hum
Naa Tum Jaano Na Hum
Kyon Aati Hai Bahaar
Kyon Lutta Hai Karaar
Kyon Hota Hai Pyaar
Naa Tum Jaano Na Hum
Naa Tum Jaano Na Hum
Ye Madhoshiyaan Ye Tanhaiyaan
Tasabur Mein Hai Kiski Parchhaiyaan
Ye Bheega Samaan Umangein Jawaan
Mujhe Ishq Le Ja Raha Hai Kahaan
Kyon Gum Hai Har Disha
Kyon Hota Hai Nasha
Kyon Aata Hai Mazaa
Naa Tum Jaano Na Hum
Naa Tum Jaano Na Hum
Dhadakta Bhi Hai Tadapta Bhi Hai
Ye Dil Kyon Achanak Behekta Bhi Hai
Mehekta Bhi Hai Chehekta Bhi Hai
Ye Dil Kya Vafa Ko Samajhta Bhi Hai
Kyon Milti Hai Nazar
Kyon Hota Hai Asar
Kyon Hoti Hai Sahar
Naa Tum Jaano Na Hum
Naa Tum Jaano Na Hum
Kyon Chalti Hai Pavan
Kyon Jhoome Hai Gagan
Kyon Machalta Hai Mann
Naa Tum Jaano Na Hum
Naa Tum Jaano Na Hum
Kyon Aati Hai Bahaar
Kyon Lutta Hai Karaar
Kyon Hota Hai Pyaar
Naa Tum Jaano Na Hum
Naa Tum Jaano Na Hum
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond G, D, C.