Skip to content

Kaabil Hoon

Kaabil
ChordsKeyEmCapoFret 4intermediate

Chords in this song6

capo 4 — sounds 4 semitones higher

Song

Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hai
Chaabi kahaan dhoondhe bata
Woh chaand ke pyaale mein hai
Phir bhi sapne kar dikhaun
Sach toh kehna bas yahi
Main tere kaabil hoon ya
Tere kaabil nahi
Main tere kaabil hoon ya
Tere kaabil nahi
Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahaan dhoondhe bata
Woh chaand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaun
Sach toh kehna bas yahi
Main tere kaabil hoon ya
Tere kaabil nahi
Main tere kaabil hoon ya
Tere kaabil nahi
Yeh sharaaratein yeh mastiyaan
Apna yahi andaaz hai 
Samjhaaye kya kaise kahein
Jee ne ka haan isme raaz hai 
Dhadkan kahan ye dhadakti hai
Dil mein teri awaaz hai
Apni sab khushiyon ka ab
Toh Ye aagaaz hai
Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hai
Chaabi kahaan dhoondhe bata
Woh chaand ke pyaale mein hai
Phir bhi sapne kar dikhaun
Sach toh kehna bas yahi
Main tere kaabil hoon ya
Tere kaabil nahi
Main tere kaabil hoon ya
Tere kaabil nahi
Saagar ki ret pe dil ko jab
Yeh banayengi meri ungliyaan 
Tere naam ko hi pukaar ke
Khankengi meri chudiyaan 
Tujhme adaa aisi hai aaj
Dil mein teri awaaz hai
Pheeki ab na hongi kabhi
Yeh rangeeniyaan
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hai
Chaabi kahaan dhoondhe bata
Woh chaand ke pyaale mein hai
Phir bhi sapne kar dikhaun
Sach toh kehna bas yahi
Main tere kaabil hoon ya
Tere kaabil nahi
Main tere kaabil hoon ya
Tere kaabil nahi

Transcribed by Gaurav Bhatt

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.