Chords in this song3
capo 4 — sounds 4 semitones higherSong
Chaar dino ka pyaar o rabba
Lambi judai lambi judai
Chaar dino ka pyaar o rabba
Lambi judai lambi judai
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaaye kahin na
Kitne zamaane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Khoya raha main, saason mein apni
Aahat bhi teri, bhool gaya hoon
Kitna jiya hoon tanha raha hoon
Ishq tera bhool gaya hoon
Khoya raha main, saason mein apni
Aahat bhi teri, bhool gaya hoon
Kitna jiya hoon tanha raha hoon
Ishq tera bhool gaya hoon
Uljha raha main is zindagi mein
Dil ki duhaai dil ki duhaai
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaaye kahin na
Kitne zamaane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Har bebasi mein, is zindagi ne
Tujhko hi chaha, tujhko hi maanga
Jin raaston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na pyaar na paaya
Har bebasi mein, is zindagi ne
Tujhko hi chaha, tujhko hi maanga
Jin raaston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na pyaar na paaya
Khud ko chupaake rahon se guzre
Dil ko sambhaale dil ko sambhaale
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaaye kahin na
Kitne zamaane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond Em, D, C.