Chords in this song8
Song
Kyun baadalon ki gali
Chaand hairaan hai, kya pata
Armaanon ke sab iraade
Pareshaan hain, kyun bhala
Kyun baadalon ki gali
Chaand hairaan hai, kya pata
Armaanon ke sab iraade
Pareshaan hain, kyun bhala
Aye dil bata
Jaane kyun is martaba
Tune mujhe yeh kya keh diya
Aye dil bata
Aise kyun hairat bhara
Yeh pyaar yun tune de diya
Aye dil bata
Aye dil bata
Aye dil bata
Aye dil bata
Samjhaya tujhe kitna phir bhi
Kiya tune bas apne man ki
Galiyon mein jaake kyun baitha ishq ki
Kuch nahi ab mere bas mein
Kuch nahi yahan tere bas mein
Badmaashiyan hai yeh kis ki, Ishq ki
Bepata lapata ho chala
Aye dil bata
Jaane kyun is martaba
Tune mujhe yeh kya keh diya
Aye dil bata
Aise kyun hairat bhara
Yeh pyaar yun tune de diya
Jaanta hoon tu sahi hai
Phir bhi mera kyun nahi hai
Dil mein kiska yeh dakhal hai
Sab pareshaan is pal hain
Mujh mein hoke bhi hai mujhse kyun door
Aye dil bata
Jaane kyun is martaba
Tune mujhe yeh kya keh diya
Aye dil bata
Aise kyun hairat bhara
Yeh pyaar yun tune de diya
Aye dil bata
Aye dil bata o
Aye dil bata haan aa
Yeh pyaar yun tune kyun diya
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond D, Bm, Em, G, A, B, F#, F#m.