Skip to content

Ya Ali

Gangster
ChordsKeyEmbeginner

Chords in this song3

Song

Ya ali rehem ali
Ya ali yaar pe kurbaan hai sabhi
Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi
Ishq pe haan mita doon luta doon
Main apni khudi
Yaar pe haan luta doon mita doon
Main ye hasti
Ya ali rehem ali
Ya ali yaar pe kurbaan hai sabhi
Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi
Mujhe kuch pal de purvat ke
Faki hampe chahat ki
Rahe bechain dil kab tak
Mile kuch pal toh raahat ke
Chahat pe ishq pe haan mita doon luta doon
Main apani khudi
Yaar pe haan luta doon mita doon
Main yeh hasti
Ya ali rehem ali
Ya ali yaar pe kurbaan hai sabhi
Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi
Bina tere na ek pal ho
Na bin tere kabhi kal ho
Yeh dil ban jaaye pathhar ka
Na is mein koi halchal ho
Sanam pe haan ishq pe haan mita doon luta doon
Main apni khudi
Kasam se haan luta doon mita doon
Main ye hasti
Ya ali rehem ali
Ya ali yaar pe kurbaan hai sabhi
Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi

Transcribed by Manish Chauhan

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.