Skip to content

Tere Bin Nahi Laage

Ek Paheli Leela
ChordsKeyDCapoFret 4beginner

Chords in this song4

capo 4 — sounds 4 semitones higher

Song

Ye raatein  ab nahi  dhadakti
Din bhi  saansein nahi  lete
Ab toh  aa jaao  mere  soneya 
Baatein  reh gayi  adhoori
Mere  labon pe  zaroori
Aake  sun jaao  mere  soneya
Tere  bin
Nahi  laage  jiya
Tere  bin
Ab to  aaja  piya
Tere  bin
Nahi  laage  jiya 
 Pehle jaise mausam bhi  aate nahi hai
 Baarishon mein pehle jaisi  baatein nahi hai
 Pehle jaise mausam bhi  aate nahi hai
 Baarishon mein pehle jaisi  baatein nahi hai
Sookhe  sookhe  alfaaz khali
 Khali mere  haathon ki
 Lakeerein  bulaave  soneya
Tere  bin
Nahi  laage  jiya
Tere  bin
Ab to  aaja  piya
Tere  bin
Nahi  laage  jiya 
 Chand bhi wohi hai  wohi hai sitaare
 Tere baad feeke feeke  lagte hain saare
 Chand bhi wohi hai  wohi hai sitaare
 Tere baad feeke feeke  lagte hain saare
Aaja  leke tu  savere kar ja
 Door ye  andhere
Teri  doori  tadpaave  soneya
Tere  bin
Nahi  laage  jiya
Tere  bin
Ab to  aaja  piya
Tere  bin
Nahi  laage  jiya 
Tere  bin
Tere  bin
Tere  bin

Transcribed by Nitesh Guitar Chord's

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.