Chords in this song4
Song
Kismat ka khel hai saara
Phirta tha main aawaara
Yeh kya se kya ho gaya
Chaar din ki zindagaani
Har pal ek nayi kahaani
Kya tha, main kya bana gaya
Kya hua jo laare chooti
Jeevan ki gaadi looti
Khwaab hai toh mujhko na jaga
Zindagi ek pal mein saali
Yoon palat gayi hamaari
Jhoot hai toh mujhko na bata
Karlo jo bhi karna hai
Hota hai jo hona hai
Guzra to pal yeh phir na aayega
Kya bura hai kya bhala hai
Waqt hi shaayad khuda hai
Ho jaane do phir dekha jaayega
Kya hua jo laare chooti
Jeevan ki gaadi looti
Khwaab hai toh mujhko na jaga
Zindagi ek pal mein saali
Yoon palat gayi hamaari
Jhoot hai toh mujhko na bata
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond Am, F, C, G.