Skip to content

Yeh Mera Dil

Don
ChordsKeyEmCapoFret 3intermediate

Chords in this song7

capo 3 — sounds 3 semitones higher

Song

Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bach ke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Dil voh chaahe jisse
Chaahe jisse usse paaye
Pyaar voh yaar ke jo
Naam pe hi mit jaaye
Dil voh chaahe jisse
Chaahe jisse usse paaye
Pyaar voh yaar ke jo
Naam pe hi mit jaaye
Jaan ke badle mein jaan loon nazraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Pal pal ek halchal
Dil mein ek toofaan hai
Aane ko hai voh manzil
Jiska mujhe armaan hai
Pal pal ek halchal
Dil mein ek toofaan hai
Aane ko hai voh manzil
Jiska mujhe armaan hai
Bhoolna na tujhe dil ka yeh takraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Yeh mera dil yaar ka deewana

Transcribed by Priyanka Yadav

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.