Skip to content

Vaaste

Dhvani Bhanushali
ChordsKeyCCapoFret 5beginner

Chords in this song4

capo 5 — sounds 5 semitones higher

Song

Vaaste Guitar Chords with strumming pattern sung by Dhvani Bhanushali
Vaaste jaan bhi doon
Main gawaa imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon
​Badle mein main tere
Jo Khuda khud bhi de
Jannatein, sach kahoon chhod doon
Tumse zyada main na jaanu
Tumse khudko main pehchaanu
Tumko bas main apna maanu mahiya
Vaaste jaan bhi doon
Main gawaa imaan bhi doon
Qismaton ka likha mod doon
Tere alawa koi bhi khwahish
Nahi hai baaki dil mein
Kadam uthaaun jahaan bhi jaaun
Tujhi se jaaun mil main
Tere liye.. mera safar..
Tere bina.. main jaaun kidhar
Tumse zyada main na jaanu
Tumse khudko main pehchaanu
Tumko bas main apna maanu mahiya
Vaaste jaan bhi doon
Main gawaa imaan bhi doon
Qismaton ka likha mod doon
​Badle mein main tere
Jo Khuda khud bhi de
Jannatein, sach kahoon chhod doon
Tu hi savera mera
Tu hi kinara mera
Tu hi hai dariya mera
Khuda ka zariya mera
Tujhi se hota shuru ye mera kaarwan
Tujhi pe jaake khatam
Ye mera saara jahaan
Vaaste jaan bhi doon
Main gawaa imaan bhi doon
Qismaton ka likha mod doon

Transcribed by Music Learning

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.