Skip to content

Rehna Tu

Delhi 6 - A. R. Rehman
ChordsKeyAmadvanced

Chords in this song10

Song

Rehna Tu, Hai Jaisa Tu
Thoda Sa Dard Tu, Thoda Sukoon
Rehna Tu, Hai Jaisa Tu,
Dheema Dheema Jhonka, Ya Phir Junoon
Thoda sa resham, Tu hamdam
Thoda sa khurdura
Kabhi daud jaye, Ya lad jaye
Ya khushboo se bhara
Tujhe badalna na chahoon
Ratti bhar bhi sanam
Bina sajawat milawat
Na zyaada na hi kam
Tuhje chaahon, jaisa hai tu
Mujhe teree barish mein beegna hai ghul jana hai
Tuhje chaahon, jaisa hai tu
Mujhe tere lapat mein jalna rakh ho jana hai
Tu zakham de agar
Marham bhi aakar tu lagaye
Zakham mein bhi mujhko pyaar aaye
Dariya oo dariya
Doobne de mujhe dariya
Doobne de mujhe dariya
Rehna Tu, Hai Jaisa Tu
Thoda Sa Dard Tu, Thoda Sukoon
Rehna Tu, Hai Jaisa Tu,
Dheema Dheema Jhonka, Ya Phir Junoon
Haath tham chalna ho
To dono ke daye haath sang kaise
Haath tham chalna ho
To dono ke daye haath sang kaise
Ek daaya hoga, ek baaiya hoga
Tham le, haath yeh thaam le
Chalna hai sang tham le
Rehna Tu, Hai Jaisa Tu
Thoda Sa Dard Tu, Thoda Sukoon
Rehna Tu, Hai Jaisa Tu
Dheema Dheema Jhonka, Ya Phir Junoon
Thoda sa resham, Tu hamdam
Thoda sa khurdura
Kabhi daud jaye, Ya lad jaye
Ya khushboo se bhara
Tujhe badalna na chahoon
Ratti bhar bhi sanam
Bina sajawat milawat
Na zyaada na hi kam
Tuhje chaahon, jaisa hai tu
Mujhe teree barish mein beegna hai ghul jana hai
Tuhje chaahon, jaisa hai tu
Mujhe tere lapat mein jalna rakh ho jana hai

Transcribed by Rahul Pandey

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.