Skip to content

Yaariyan

Cocktail
ChordsKeyDbeginner

Chords in this song4

Song

Alvida yaara alvida
Ho rahe tumse hum juda
Le chale saare gam tere
Khush rahe yaara tu sada
Tumse bhi zyada hongi
Ab yaadein pyaariyaan
Hum dono ki hain apni
Apni lachariyaan
Ab haste haste tumpe
Le khushiyaan wariyaan 
Marz bhi hain deti
Chain bhi hain deti
Dard bhi hain deti
Jaan bhi hain leti
Yaariyaan 
Na chode yaariyaan 
Na chode yaariyaan 
Na chode yaariyaan 
Na chode yaariyaan 
Ab jeene ko jaane ko
Na koi raasta
Tanhaaiyon se hoga
Ab dil ka vaasta
Hum khud hi khud ko ab to
Kardenge laapta 
Maan le tu aise
Hain zara bhole se
Jaante hain vaise
Hain nibhaani kaise
Yaariyaan 
Na chode yaariyaan 
Na chode yaariyaan 
Na chode yaariyaan 
Na chode yaariyaan 
Yaari yaari har koi karda ve
Yaari yaari har koi har koi
Karda ve.. karda ve... karda
Yaari de bus jo peh jaave
Woh pagla woh jhalla ve
Ab jeene ko jaane ko
Na koi raasta
Tanhaaiyon se hoga
Ab dil ka vaasta
Hum khud hi khud ko ab to
Kardenge laapta 
Maan le tu aise
Hain zara bhole se
Jaante hain vaise
Hain nibhaani kaise
Yaariyaan 
Na chode yaariyaan 
Na chode yaariyaan 
Na chode yaariyaan 
Na chode yaariyaan 

Transcribed by Sarvesh Dutta

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.