Skip to content

Khazana

Bridge Music
ChordsKeyCadvanced

Chords in this song10

Verse 1

Duniya ki nazaron mein
Jab main kaafi na tha
Tu ne mujhe apne
Pyaar se kaabil kiya

Pre-Chorus

Huzoori mein Teri, Baitha rahoon main
Tujhko hi taaqta rahoon
Kadmon mein Tere, Baithkar main Teri
Baaton ko sunta rahoon

Chorus

Main deewana Tera
Tu keemti khazana mera
Yes-huaa-aa
Yes-huaa-aa

Verse 2

Duniya ki baatein
Uthati giraati mujhe
Tere hi lafzon se
Milti hai rahat mujhe (2)

Pre-Chorus

Huzoori mein Teri, Baitha rahoon main
Tujhko hi taaqta rahoon
Kadmon mein Tere, Baithkar main Teri
Baaton ko sunta rahoon

Chorus

Main deewana Tera
Tu keemti khazana mera
Yes-huaa-aa
Yes-huaa-aa

Bridge

Teri nazar se
Khudko main dekhu
To pehle se kaamil hu main
Jaana jab maine
Khush hai Tu mujhse
Aazaad main ho gaya
Teri nazar se
Khudko main dekhu
To pehle se kaamil hu main
Jaana jab maine
Khush hai Tu mujhse
Aazaad main ho gaya

Chorus

Main deewana Tera
Tu keemti khazana mera
Yes-huaa-aa
Yes-huaa-aa
A......(Transpose +2)
Yes-huaa-aa
Yes-huaa-aa
Tu deewana mera
Main keemti khazana Tera
Tune sab kuch de diya
Main keemti khazana Tera
Teri aankhon ki putli hoon Papa
Teri aankhon ki putli hoon Papa

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.