Chords in this song5
capo 5 — sounds 5 semitones higherSong
Mann jaage saari raat
Mera dewaana
Mann maane na ye baat
Ki woh tha begaana
Mann jaage saari raat
Mera dewaana
Mann maane na ye baat
Ki woh tha begaana
Hai khud se hi
Khafa khafa
Kya chahiye
Nahi pata, banwara
Paaya woh naa chaaha
Chaaha woh naa paaya
Jiske peeche bhaage
Woh saaya hai re saaya
Kya kya raste dhoondhe
Kya kya dukh naa paaya
Par saaya thehra saaya
Ke haathon mein na aaya
Koi subaah
Jo main uthoon
Bhujhe agan
Mile sukoon, banwara
Ginta rehta taare
Lotoon main angaare
Khud se ladta phirta
Yeh jag ko thokar maare
Kheenche kheenche baithe
Baithe baithe bhaage
Na sunta khudke aage
Yeh pagal ho gaya re
Paaya woh na chaaha
Chaaha woh na paaya
Jiske peeche bhaage
Woh saaya hai re saaya
Kya kya raste dhoondhe
Kya kya dukh na paaya
Par saaya thehra saaya
Ke haathon mein na aaya
Hai zindagi
Muhaal kyun
Bana liya
Yeh haal kyun, bata
Uljha uljha rehta na
Sunta na kuch kehta
Sooni sooni aankhon se
Reh reh paani behta
Toote saare naate
Haara main samjhate
Bichde din aur saathi
Phir wapas nahi aate
Wapas nahi aate
Wapas nahi aate
Ye dard kyun
Ye pyaas kyun
Phira kare
Udaas kyun
Ye rald kyun
Talaash kyun
Bata, banwara
Thandi aahein bharke
Jeeta hai mar mar ke
Pyaasa reh gaya hai
Dariya se guzar ke
Dhoke se nazar ke
Jhoke se umar ke
Ret ke mahal sa
Deh gaya hai bikhar ke
Thandi aahein bharke
Jeeta hai mar mar ke
Pyaasa reh gaya hai
Dariya se guzar ke
Dhoke se nazar ke
Jhoke se umar ke
Ret ke mahal sa
Deh gaya hai bikhar ke
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond Am, F, C, G, Em.