Skip to content
Meri Kahani cover art

Meri Kahani

Atif Aslam
ChordsKeyEbeginner
4.7(37)

Chords in this song4

Verse

Jhula jhulaiy yai panghat nadiya kinaray
Yai angan nindiya tu ana
Hawa kay sang mujhko bhi tu dekhana
Apnay rang suno meray dil janiya
Kahani mani ek din mairay sang yai jahan
Tha maira kuch aur tera bhi arma
Janey dil main kia kuch yai basa tha
Yai maire hai kahani 
Yai maire kahani......

Verse

Jhula jhulaiy yai panghat nadiya kinaray
Yai angan nindiya tu ana
Hawa kay sang mujhko bhi tu dekhana
Apnay rang tera mera galiyon main yai phirna
Phirtay phirtay raton ko yai thakna
Thak kay nani ki godi main sona
Pariyon kay dais ja kay na ana
Yai maire hai kahani 
Yai maire kahani......

Chorus

Koi fikar the na koi bahana
Muthe main tha jaisay zamana
Kache zaban main wo geet gana
Naiy khelonay sab ko dekhana
Mang liya zindagi se zaiyada
Chin gaya wo jis ne kiya wada
Kon laiy wo pal jo suhanay
Betay thay jo wo guzray zamanay
Yai maire hai kahaaaaaaani
Yai maire hai kahani......

Outro

ho lalala lalalalalalala
lalala lalalalalalala

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.

More from Atif Aslam