Skip to content

Mar Jaayein

Atif Aslam
ChordsKeyCCapoFret 5intermediate

Chords in this song6

capo 5 — sounds 5 semitones higher

Song

Har lamha dekhne ko
Tujhe intezaar karna
Tujhe yaad karke aksar
Raaton mein roz jagna
Badla hua hai kuch toh
Dil in dino ye apna
Kaash woh pal paida hi na ho
Jis pal mein nazar tu na aaye
Kaash woh pal paida hi na ho
Jis pal mein nazar tu na aaye
Agar kahi aisa pal ho
Toh is pal mein mar jaayein
Mar jaayein mar jaayein
Mar jaayein ho mar jaayein
Mar jaayein mar jaayein
Mar jaayein ho mar jaayein
Tujhse juda hone ka tassavvur
Ek gunaah sa lagta hai
Jab aata hai bheed mein aksar
Mujh ko tanha karta hain
Khwaab mein bhi jo dekhle ye
Raat ki neendein udd jaaye
Mar jaayein mar jaayein
Mar jaayein ho mar jaayein
Aksar mere har ek pal mein
Kyun ye sawaal sa rehta hai
Tujhse mera takul hai kaisa
Aakhir kaisa rishta hai
Tujhko na jis din hum dekhe
Woh din kyun gujar hi naa paayein
Mar jaayein mar jaayein
Mar jaayein ho mar jaayein
Mar jaayein mar jaayein
Mar jaayein ho mar jaayein
Mar jaayein mar jaayein
Mar jaayein ho mar jaayein

Transcribed by Manish Chauhan

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.

More from Atif Aslam