Chords in this song3
Song
Hum kis gali jaa rahe hai
Hum kis gali jaa rahe hai
Apna koi thikana nahi
Apna koi thikana nahi
Armaano ki anjuman main
Besood hai apni lagan main
Apna koi fasana nahi
Apna koi fasana nahi
Yeah e yeah e yeah e a
oo oo o o oo o
Ek ajnaabi sa chehra rehta hai meri nazar mein
Ek dard aake thehra din raat dard e jigar mein
Ek ajnaabi sa chehra rehta hai meri nazar mein
Ek dard aake thehra din raat dard e jigar mein
Jaagi hai kaisi talab si
Yeh arzoon hai ajab si
Lekin kisiko batana nahi
Lekin kisiko batana nahi
Betaabiyaan hai pal pal, chaaya yeh kaisa nasha hai
Khamoshiyan main saada hosh bhi gumshuda hai
Betaabiyaan hai pal pal chaaya yeh kaisa nasha hai
Khamoshiyan main saada hosh bhi gumshuda hai
Dar dar par ghoomta hai
Masti main kyun jhumta hai
Deewane dil ne jaana nahi
Deewane dil ne jaana nahi
Hum kis gali jaa rahe hai
Hum kis gali jaa rahe hai
Apna koi thikana nahi
Apna koi thikana nahi
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.