Chords in this song6
Song
Tum to darasal khwaab ki baat ho
Chalti mere khayalon me tum saath saath ho
Milti hai jo achaanak woh saugaat ho
Tum to darasal meethi si pyaas ho
Lagta hai ye hamesha ke tum aas paas ho
Thehra hai jo labon pe woh ehsaas ho
Teri adaa, adaa pe marta main
Wafa, wafa si karta kyun
Hadon se hoon guzarta main
Zaraa zaraa zara
Tum to darasal saanson ka saaz ho
Dil mein mere chupa jo wohi raaz, raaz ho
Kal bhi mera tum hi ho mera aaj ho
Kal bhi mera tum hi ho mera aaj ho
Baarish ka paani ho tum
Kaagaz ki kashti hoon main
Tujh mein kahin main beh jaata hoon
Ho
Milne hoon tumse aata
Waapas nahi jaa paata
Thoda wahin main reh jaata hoon
Ho
Tum to darasal ik naya noor ho
Mujhme bhi ho zara si zara door door ho
Jaisi bhi ho hamesha hi manzoor ho
Jaisi bhi ho hamesha hi manzoor ho
Hota hai aisa aksar
Dil yeh kisi ko dekar
Lagta haseen hai saara shehar
Wo
Ab dekh tera hokar
Aisa asar hai mujh par
Hansta rahoon main aathon pehar
Ho
Tum to darasal ishq ho, pyaar ho
Aati mere phasano mein tum baar baar ho
Inkaar mein jo chupa hai wo ikraar ho
Inkaar mein jo chupa hai wo ikraar ho
Inkaar mein jo chupa hai wo ikraar ho
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.