Chords in this song4
Song
Soch mein hoon zara
Yeh kya ho gaya
Lag raha hai mujhe
Sab naya naya
Oh jaaniya
Haal yeh kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya
Oh jaaniya
Haal yeh kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya
Chhid gaya aap hi
Tu woh saaz hai
Khul gaya aap hi
Tu woh raaz hai
Oh jaaniya
Haal yeh kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya
Oh jaaniya
Haal yeh kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya
Jaise hoton pe halki si
Aayi hasi lekin
Aankhe yeh geeli ho
Tu hai woh aansu jaaniya
Waise naadan hoon hairaan hoon
Thoda pareshaan hoon
Samjhaun kya khudko
Has doon ya ro dun jaaniya
Haan haan
Jaagi in khwahishon ko
Kaise main sulaun jaaniya
Haan haan
Jo bhi ho raha hai
Kaise main chhupaun jaaniya
Oh jaaniya
Haal yeh kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya
Oh jaaniya
Haal yeh kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.