Skip to content

Ludo: Aabaad Barbaad

Arijit Singh
ChordsKeyGbeginner

Chords in this song5

Song

Aabaad Barbaad Guitar Chords | Arijit Singh
Ya to barbaad kar do 
Ya to barbaad kar do 
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do 
Ya phir aabaad kar do.. 
Woh galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do.. 
Itna ehsaan kar do.. 
Itna ehsaan kar do.. 
Poore armaan kar do
Lab pe aa kar jo ruke hain
Dhayi woh harf keh do 
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do.. 
Mushkil aasaan kar do.. 
Mushkil aasaan kar do.. 
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do.. 
Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga.. 
Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga.. 
Tum jo Sheerin na huye kya
Humko Farhaad kar do.. 
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do.. 
Itna ehsaan kar do.. 
Itna ehsaan kar do.. 
Poore armaan kar do
Lab pe aa kar jo ruke hain
Dhayi woh harf keh do 
Video of Aabad Barbaad

Transcribed by Arpit Mittal

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.

More from Arijit Singh