Chords in this song7
Song
Khwaabo mein the aansu chupe
Pata hi na tha humein
Raahon mein the kante biche
Pata hi na tha humein
Kuch bhi humein haasil nahi
Hai reh gayi manzil kahin
Hairaan hai dil, kis baat ki ye hai sazaa
Rone lagi hai ab duaa
Khud se huaa hai bepataa
Aye Rab mere mujhko zaraa tu ye bataa
Kyu hua, kyu hua waqt humse khafa
Ishq se dil juda kyun hua, kyun hua
Is gam ki wajah kisko pooche yahaan
Kyun huaa, kyun huaa Rab hi bezubaa
Hmm Hothon pe hai rakhi
Lamha lamha shikaayatein
Saaya bhi ye roye
Tanhaa humko dekh kar
Zindagi khaali ho gayi
Khoya aise humsafar
Ye o kyu hua, kyun hua
Rab hi bezubaan
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.