Chords in this song5
Song
Written By - Amitabh Bhattacharya
Music By - Pritam
Cast - Ranbir Kapoor, Anushka Sharma, Aishwarya Rai Bachchan, Fawad Khan
Language - Hindi
Music Label - T-Series
Accha chalta hoon
Duaaon mein yaad rakhna
Mere zikr ka
Zubaan pe swaad rakhna
Accha chalta hoon
Duaaon mein yaad rakhna
Mere zikr ka
Zubaan pe swaad rakhna
Dil ke sandookon mein
Mere acche kaam rakhna
Chitthi taaron mein bhi
Mera tu salaam rakhna
Andhera tera maine le liya
Mera ujla sitaara tere naam kiya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
O piya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
Mmm mehfil mein teri
Hum na rahe jo
Gham to nahi hai
Gham to nahi hai
Kisse humare
Nazdeekiyon ke
Kam to nahi hai
Kam to nahi hai
Kitni dafa subah ko meri
Tere aangan mein baithe maine shaam kiya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
O piya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
Tere rukh se apna raasta
Mod ke chala
Chandan hoon main
Apni khushboo chhod ke chala
Mann ki maaya rakh ke
Tere takiye tale
Bairagi, bairagi ka sooti chaula
Odh ke chala
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
More chords of songs from the movie Ae Dil Hai Mushkil -
Ae Dil Hai Mushkil Chords - Arijit Singh
Bulleya Chords - Ae Dil Hai Mushkil
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond Am, F, Dm, C, G.